How to check copyright Post form website & save from copyright strike

Check Copyright Posts From Website 100% Working Trick
Aslam o Alikum!  Ag mein apko is post mein bataon ga ke apni website se copyright post kese check karte hein or adsense pe 100% website ko copyright strike se save rakh sakte hein.
      Method For This Trick:
 sab se pahly ap ye bat yad rakh lein ke ap copyright posts limited try mein check kar sakte hein ye is lye ap apni sari posts ko ready kar ke check karein ye na ho end par apko zarorat pare or apki limit khatam ho chuki ho.
   sab se pahly apne is website pe jana he        ( Copyscape ) or phir home page pe hi apni website box mein likhni he or check par click kar deina he or phir 5 seconds ke bad apke samne wo websites or apki post ka wo text a jay ga jo ke dosri website pe already add ho ga or agar result 0 ay to samj lein apki website pe koi copyright post nahi he.agar copyright posts hein to wo ap edit kar ke sahi kar lein.
   Umeed he apko ag ki ye post pasand ay ho gi to plz comment mein hamaein zaror batein or post ko apne friends ke sat share karein or hamari website ko follow karein tan ke next post ki update apko mil sake
Allah Hafiz
  Tags:
 "Check copyright posts from website" , "Adsense tricks for website"

Comments